Song : Pyar deewaana hota hai
Movie : Kati Patang
Singer(s): Kishore Kumar
Music by : R.D. Burman
Lyrics by: ?
Scale : ?
Chords by: Atish Mitra
Mukhda:
D C D C D
Pyar deewana hota hai mastana hota hai
D C D C D
Har khushi se har gum se begana hota hai
Antara:
D F#m Bm G
Shamma kahe parwane se pare chala ja
C D A D
Meri tarha jal jayega yahan nahi aa
D C D C D
Woh nahin sunta usko jaljana hota hai
D C D C D
Har khushi se har gum se begana hota hai
(Keep playing the same progression for the next two antaras too)
Rahe koi sau parde mein dare sharam se
Nazar chahe laakh churae koi sanam se
Aa hi jata hai jispe dil aana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Manaa kare duniya lekin mere mehboob
Woh chhalak jata hai jo paymana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
E
Chuu ki yunh chali hawa...
E Em B
Jaise chuu gaye ho tum..
E
Phool jo khile the vo..
E Em B
Shool ban gaye hain kyoon..
E
Jee raha hoon isliye..
E E7 A
Dil mein pyaar hai tera..
E
Zulm seh raha hoon kyoon..
E E7 A
Intezaar hai tera...
E Em B
Tumse mile bina..
E Em B
Jaan bhi na jaae-gi..
E Em B
Qayamat se peh-le..
E Em B
Saamne tu aae-gi..
Em B Am B7
Kahan hai tu, kaisi hai tu.........ROJA
G 3-------------E
3-------------B
---4----------G
-------5------D
-------5------A
3-------------E
La la la ...
In this Blog we Share Free Guitar Chords and Lyrics of popular Hindi,English,Tamil and Sinhala Songs.. Define “Music”. It's as sweet as “Music”. There's no exact definition for that. We could say this more than that. Music is a language. It’s the sound of nature or we could say it is everything. It’s a long journey, an unexplored mystery..
Sunday, December 26, 2010
Pyaar divana hota hai
Labels:
Hindi Guitar Chords,
Kati Patang-1970,
Kishor Kumar
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment