Tere liye
Bm Em D Bm
tere liye hum hain jiye honthon ko siye
Bm Em D Bm
tere liye hum hain jiye har aansu piye
G G A
dil mein magar jalte rahe chaa...hat ke diye.....
Bm Bm
tere liye tere liye
Bm Em D Bm
tere liye hum hain jiye har aansu piye
Bm Em D Bm
tere liye hum hain jiye honthon ko siye
G G A
dil mein magar jalte rahe chaa...hat ke diye.....
Bm Bm
tere liye tere liye
B E A A
zindagi leke ayi hai beete dino ki kitaab
B E A A
zindagi leke ayi hai beete dino ki kitaab
E Ab Em B
gheri hain ab hamein yaadein bemisaal
B E D A(single strum for A chord in the end)
bin puuche mile mujhe itne saare javaab
Bm Em D Bm
chaaha tha kya paaya hai kya ham bhii dekhiye
G G A
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
Bm Bm
tere liye tere liye
(and the song continues in the same manner)
kya kahun duniya ne kiya mujhse kaisa bair...
hukum ka main jiyun lekin tere bagair
naadaan hain vo kahate hain jo mere liye tum ho gair
kitne sitam ham pe sanam logon ne kiye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye tere liye
tere liye ham hain jiye honthon ko siye
tere liye ham hain jiye har aansu piye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye tere liye...
No comments:
Post a Comment