Song Name: Meri Ada Bhi
Film: Ready
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
This song goes in this 3 chords : E...B...A
Try to play this song in these three chord.correct chords will be updated soon
(picche picche aunda meri chal ve na aayi
picche picche aunda meri chal ve na aayi
cheerey waaleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
Mera aashqon mein uncha naam kar diya
Oo ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
Mera aashqon mein uncha naam kar diya
Lutt gaya woh jisko bhi hans ke salaam kar diya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri ada bhi aaj kya kar gayi
(picche picche aunda meri chal ve na aayi
picche picche aunda meri chal ve na aayi
cheerey waaleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Pachtaaye ankhiyon ko tujhse jod ke
Akh mili chala gaya mujhko chhod ke
Iss dil ne dhokha de diya
Arrey haan, har pal apne hi intezar ka
Bhole bhaale tune mere dil ko pyaar ka
Rog yeh anokha de diya
Oo husn se yahan karoon main chedkhaniya
Lagti hai sitam kyun meri meharbaniyan
Har zubaan par ab tak abhi yehi hain kahaniyan
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
Tere peechay peechay mera sabar kho gaya
Jaane kab kaise tera asar ho gaya
Tere sau sau jadoo chal gaye
Arrey haan, tuhi jaane kaise main toh teri ho gayi
Tere raston mein meri neendh kho gayi
Tere baatein mujhko chhal gaye
Hoo pal do palkon mein, tera mehmaan ho gaya
Jo bhi tha tera, mujhpe kurbaan ho gaya
Chhain kho gaya, dil ka bhi toh nuksaan ho gaya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
(picche picche aunda meri chal ve na aayi
picche picche aunda meri chal ve na aayi
cheerey waaleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
No comments:
Post a Comment