Friday, May 20, 2011

Thare Sammen Par Guitar Chords

Song : Taare Zameen Par
Movie : Taare Zameen Par
Music : Shankar Ehsaan Loy
Vocals: Shankar Mahadevan, Dominique & Viviene

Strumming pattern: | d-d-u-u-d-u | d-d-u-u-d-u | d-d-u-u-d-u | d-d-u-u-d-u |

E---------------------F#m----------
Dekho inhein yeh hain onss ki boodein
E-----------------F#m--------------
Patton ki god mein aasmaan se kudein
E-------------F#m-----------
Angdai le phir karwat badal kar
E-------------F#m-------------
Nazuk se moti hans de phisal kar
E---------------D---A-----------------E--------
Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par


E---------------------F#m------------
Yeh to hain sardi mein dhoop ki kiranein
E-------------------F#m-------------
Utarein jo aangan ko sunehara sa karne
E-------------------F#m------------
Man ke andheron ko roshan sa kardein
E-----------------F#m------------
Thithurti hatheli ki rangat badal dein
E---------------D---A-----------------E--------
Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par


[Chorus]
E----------------------------------
Jaise aankhon ki dibiya mein nindiya
E--------------------------------
Aur nindiya mein meetha sa sapna
A------------------------F#m----E----
Aur sapne mein mil jaye farishta sa koi...

E--------------------------
Jaise rangon bhari pichkaari
E-----------------------------
Jaise titliyaan phoolon ki pyaari
A----------------------------F#m----E---
Jaise bina matlab kaa pyaaraa rishta ho koi...

E---------------A-------
Yeh to aashaa ki leher hai
B---------------A-------
Yeh to umeed ki seher hai
B------------E-------
Khushiyon ki neher hai
E---------------D---A-----------------E--------
Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par


[Chorus]
E-------------------------------
Dekho raaton ke seene pe yeh to
E------------------------
Jhilmil kisi lou se uge hain
A---------------------------------F#m---------E---
Yeh to ambiya ke khusboo hain baagon se beh chale...

E--------------------------------
Jaise kaanch mein choodi ke tukde
E---------------------------------
Jaise khile khile phoolon ke mukhde
A---------------------F#m-----E-----
Jaise bansi koi bajaaye pedon ke tale...

E-------------A------------
Yeh to jhonke hain pawan ke
B-------------------A---------
Hain yeh ghungharoo jeevan ke
B--------------E---------
Yeh to sur hain chaman ke
E---------------D---A-----------------E--------
Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par

E----------------F#m-------------
Mohalle ki raunak galiyaan hain jaise
E---------------F#m-------------
Khilne ki zid par kaliyaan hain jaise
E----------------------F#m---------
Mutthi mein mausam ki jaise hawaaein
E--------------------F#m--------
Yeh hain buzurgon ke dil ki duaaein
E---------------D---A-----------------E--------
Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par

[Chorus]
E------------------
Taare zameen par...


[Chorus]
E-----------------------------
Kabhi baatein jaise daadi naani
E------------------------------------
Kabhi chhalkien jaise mum mum paani
A----------------------F#m----------E----
Kabhi ban jaayein bhole sawaalon ki jhadi...

E---------------------------
Sannaate mein hansi ke jaise
E-----------------------------
Soone hoton pe khushi ke jaise
A----------------------------F#m-------E----
Yeh to noor hain barse gar pe kismat ho badi...


[Chorus]
E-------------------------------
Jaise jheel mein lehraaye chanda
E-------------------------------
Jaise bheed mein apne ka kandha
A---------------------------F#m----------E----
Jaise manmauji nadiya jhaag udaye kuchh kahe...

E---------------------------------
Jaise baithe baithe meethi si jhapki
E---------------------------
Jaise pyar ki dheemi si thapki
A-------------------------------F#m-----E---
Jaise kaano mein sargam hardam bajti hi rahe...


[Chorus]
E-----------------------------------
Jaise barkha mein udati hai bindiya...
E---------------------
Kho na jaanyein yeh...
A-----------F#m-------E---
Kho....na....jaanyein....yeh....

E---------------------
Kho na jaanyein yeh...
E---------------------
Kho na jaanyein yeh...
A-----------F#m-------E---
Kho....na....jaanyein....yeh....

E---------------D---A------
Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...